Raat Ke Nindo Me Khawab Unka Tha,
Kitna Pyaar Kerte Ho Jab Humne Pucha Unse,
Mar Jayenge Tumahare Bina Ye Jawab Unka Tha.
Mil Gaye The Tanha Yunhi Raah Me,
Badal Gayi The Zindagi Usi Chah Se,
Ab Jab Sochte Hai In Sab Baato Ko,
Doharaye Zindagi Ye fir Se , Khayal Unka Tha.
No comments:
Post a Comment